Tanhai ke safar main
Chalna sabar se
Koi na nazar main han
Jab khwab humain chor jayen
Sochon ko nibha na payen
Din wo yaad ayen na
Chalna sabar se
Koi na nazar main han
Jab khwab humain chor jayen
Sochon ko nibha na payen
Din wo yaad ayen na
Khata hogai sazaa hogai
Puraane din yaad ayen na
Duniya ke is shor main
Sikha hai mar ke
Hoti zindagi kia
Main dooob raha doob raha
Bachana mujhe bachana
Main doob raha doob raha
Bachana mujhe bachana
Jagmagati hui raat ye
Lab pe hain shikayatein
Koi nahi mujhko sun raha
Wo dhalta din mujboor hai
Manzil zara door hai
Bujh raha umeedon ka chiragh
Khata hogai sazaa hogai
Puraane din yaad ayen na
Duniya ke is shor main
Sikha hai mar ke
Hoti zindagi kia
Main doob raha doob raha
Bachana mujhe bachana
Main doob raha doob raha
Bachana mujhe bachana
Main doob raha doob raha
Bachana mujhe bachana
No comments:
Post a Comment